पेट की चर्बी और गैस कम करना ghar baithe
Agar pet me Roj gas bante hai to jsruri hai ki Aap Uske Karan Pahle Jane ki Kahi aapne Kuch aese to nhi khaya jiske wajah se digestive system unbalance ho gaye. Aur Bohot se Karano ki wajah se v gas ki sikhayat Ho jati hai jaise.. Sahi time se Khan paan na karna late se khana khana tali Hui chije Jada khana khana chaba chaba Ke na khana woh Jldi Jldi kha Lena.. Ya fir liver ki Kamzori.. Intestine ka Kamzor hona Adi.
In bataye huye nusko ko Aap apnakat Aap pet Ke kisi v samasya se chutkara paa skte hai
1. METHI :- Aadha teaspoons methi le aur raat ko viga Ke rakh de Subah uth ke Aap us methi wale Pani ko piye aur methi ko chaba Kar khaye Aese Kuch din lagatar Karen.
2. Ajwain :- khana Khane ke baad thoda Sa Ajwain kale namak Ke Sath chaba kar khaye jab v khana Khaye.
3. JIRA:- Kabhi Kabhi gas bante hai us wakt Aap Jira power ke saath kale namak ko Ek glass halka garam Pani Ke Sath piye.
4. SALED:- khana Khane ke Pahle salad jarur Khaye katche falo me apke pass jo uplavd Ho.
5. PANI :- Subah uthte he muh dhone Se Pahle 2 glass Pani piye brash Karne Ke Pahle aur usse v atcha hoga halka garam Pani piye.
In me se Aap kisi v upchar ko kar Ke Aap apne pet ke gas ki parisaniyo se mukti paa skte hai
Anto ka Kamzori wah liver ka Thik se kaam na karna v pet ki kai v bimari ka Karan Ho skte hai to daily Subah yogasan Kare.
Kapalbhati aur anulom bilom pranayam Sarir ko ander Se Thik rakhti hai esliye inhe v apne daily rutein me add Kare.
Comments
Post a Comment